Success love story पूरी 21 सदी की कहानी है

 Do permi the ek dusre se bahot pyar karte the taqriban 4 se5 sal tak o living रिलेशन me sath me rahe lekin ek dusre ke nahi ho sake क्योंकि unhe ek dusre se pyar nahi tha unhe to jismani jarurat thi ek dusre ki fir ladka apni sadi karleta aor o ladki se picha chuda leta he fir ladki ka ek dost bana facebook par aor o usse dhire dhire sab bhool ke bat karne lagi bat karte karte ek dusre ko pasand kar lete he fir ladka sadi ke liye offers karta he to ladki ha bol deti he aor ladki ladke ko aane ka bolti he tum aajao mai tumse sadi karungi lekin o ek dusre ko dekhe nahi the feccbook ka pyar tha onlain lekin fir ladka aane me हिचकिचाते huye ladki ko har bar alag alag taim dene lagta aor aata nahi he aysa 3 4 bar karta he to ladki gussa ho jati he bolti tumhe aana ho to aao nahi to mana kardo fir ladka majboori me aane ke liye tayyar ho jata aor waha se nikal jata he aor ladki ko bolta mai aa raha hu fir dusre din ladki usi taim pe use lene jati he to o nahi milta to ladki ko bahot bura lagta he fir wo fon karti he to फोन nahi lagta fir ladki samjhti he ki ladka jhoot bolta tha usko nahi aana tha isi liye usne apna fon band kar liya fir टेन्शन me aa jati fir thodi der bad achanak ladke ka fon aata he aor wo ladki ko bolta he mai tumse akele milna chahta hu tum aajao fir ladki jati he to wo ek mandir me milta he fir apni sakal dikhata he aor bolta he thoda din pahle mera accident ho gya tha mai is tarah dikhta hu mai tumhare layak nahi hu isi liye mai nahi milna chahta tha tumse ladki ladke ko dekh ke चौक jati lekin o bolti he mai sakal nahi mai tumhara दिल देखती हूँ और मुझे विश्वास हो गया tumpe aor mai tumse sadi karungi chahe jayse ho tum fir dono sadi kar lete he lekin unke sadi se uske gharwale nahi khus hote fir kya hona tha sadi ho gai dono acche se rahte खुश हैं एक दूसरे के साथ ye pyar baki to sab sudebaji he kisi ke sakal pe mat jao dil bhi dekh liya kro isi ladki ki तरह jindagi आसान हो जायेगी 

Comments

Popular posts from this blog

ye kahani he do permi ki